Ek Baar Aur Dekh Kar Azaad Kar De Mujhey ,,,
Ke Main Aaj Bhe Teri PehLi Nazar Ki Qeid Mein H00n..!
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
ussay kehna
k ghar mein
jab phool
ugaatey hain
unhein pani b
dete hain
koi b beej
bonaa ho
zameen
zarkhaiz karte hain...!
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Mere toote hue dil me wo basa ha ab b
Laut aao k mere dil me jaga ha ab b
Usko apni jafaon se shikayat ho na ho
Hum ko to apni wafaon se gila ha ab b

Aisa ho sakta ha na?
k maine jan lia ho
Tujhe teri zat ki gehrai tak
Tere mehal se le kar teri tanhai tak
Aisa ho sakta ha na?
k maine bohat karb saha ho
Tere sitam se lekar teri maseehai tak
or
Aisa b to ho sakta ha na?
k tujhe koi dukh na ho
mere milne se le kar meri judai tak
Han yaqeen karo!
k maine jan lia ho
Tujhe teri zat ki gehrai tak
Tere mehal se le kar teri tanhai tak
Aisa ho sakta ha na?
k maine bohat karb saha ho
Tere sitam se lekar teri maseehai tak
or
Aisa b to ho sakta ha na?
k tujhe koi dukh na ho
mere milne se le kar meri judai tak
Han yaqeen karo!
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Waqt guzarta raha par sanse thami si thi,
muskura rahe the hum,
par ankho me nami si thi,
saath hamare ye jahan tha sara,
par na jaane kyu tumhari kami si thi
muskura rahe the hum,
par ankho me nami si thi,
saath hamare ye jahan tha sara,
par na jaane kyu tumhari kami si thi
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Hasrat thi teri par mein pa na saka, tumhari rah khud ko bewafa bana na
saka, meri dil ki tamanna mere dil mein hi reh gayi, mein apna hal e dil
kisi ko suna na saka, hazar kosish ki tumhe bhulane ki,magar tumhari kasam
tumhe bhula na saka.
saka, meri dil ki tamanna mere dil mein hi reh gayi, mein apna hal e dil
kisi ko suna na saka, hazar kosish ki tumhe bhulane ki,magar tumhari kasam
tumhe bhula na saka.
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Na Ji Bhar Kay Daikha Na Kuch Baat Kii
Barri Arzoo Thee Molaqat Kii
Kaaii Sall Say Kuch Khabar Hee Nahee
Kahan Din Guzara Kahan Raat Kii
Ujaloon Key Pariyaan Nahanay Lageen
Nadi Gungunaii Khiyalat kii
Main Chup Tha Tu Chalti Hawa Ruk Gaiee
Zubaan Sub Samjhtii Hain Jazbaat Kii
Sitaroon Ko Shayd Khabar Hee Nahee
Musafir Nay Jaanay Kahan Raat Key
Moqadar Mere Chasm e Pur Aab Ka
Barastii Howi Raat Barsat Kii
Barri Arzoo Thee Molaqat Kii
Kaaii Sall Say Kuch Khabar Hee Nahee
Kahan Din Guzara Kahan Raat Kii
Ujaloon Key Pariyaan Nahanay Lageen
Nadi Gungunaii Khiyalat kii
Main Chup Tha Tu Chalti Hawa Ruk Gaiee
Zubaan Sub Samjhtii Hain Jazbaat Kii
Sitaroon Ko Shayd Khabar Hee Nahee
Musafir Nay Jaanay Kahan Raat Key
Moqadar Mere Chasm e Pur Aab Ka
Barastii Howi Raat Barsat Kii
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
mery ankhon mai jab....
zor ki barsat howi....
dekhnay per bhi sanam...
na din howa na raat howi.
chaltay ho kiun tanha...
yonhi be jaanbi manzil?
rooko?thero? Zarra...
ye kya baat hoi.???
dekho ye ankh ke moti....
ajabb anmol hain...
gham na hon jasay....
khushion ki barat howi.
dil hai mera ke sehra hai.....
jslta....rehta...hai ..?
adaat.e..sadma hai isse...
jase soghat howi.?
behtar hai sb milen.....
ro..ba..ro..e..
arsho...jahan...ibne shafi....?
kya ? Milna idhar?.....
ye bhi koi mulaqat hoi
zor ki barsat howi....
dekhnay per bhi sanam...
na din howa na raat howi.
chaltay ho kiun tanha...
yonhi be jaanbi manzil?
rooko?thero? Zarra...
ye kya baat hoi.???
dekho ye ankh ke moti....
ajabb anmol hain...
gham na hon jasay....
khushion ki barat howi.
dil hai mera ke sehra hai.....
jslta....rehta...hai ..?
adaat.e..sadma hai isse...
jase soghat howi.?
behtar hai sb milen.....
ro..ba..ro..e..
arsho...jahan...ibne shafi....?
kya ? Milna idhar?.....
ye bhi koi mulaqat hoi
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Har zameen k hissay mea aasman nahi hota
hum kissi k or koi hummara nahi hota
tumhain chaha hai is zindagi se bher ker
ab tooh mout ka bhi atabar nahi hota
hum kissi k or koi hummara nahi hota
tumhain chaha hai is zindagi se bher ker
ab tooh mout ka bhi atabar nahi hota
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
muje zehar e mohabbat se wo dastaa rahaa
qatra qatra zehar ye mere andar utarta rahaa
jab phail geya rag rag mein ye meetha saa zehar
tab muje hosh mein lanay k liye dar dar bhatkay...!
qatra qatra zehar ye mere andar utarta rahaa
jab phail geya rag rag mein ye meetha saa zehar
tab muje hosh mein lanay k liye dar dar bhatkay...!
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Koi Yaad Saloni Si,
Koi Baat Purani Si,
Aankhon Se Jaari Hai,
Ashkon Ki Rawani Si,
Hans Ke Kisi Se Milna,
Lagta Hai Kahani Si,
Koi Mujh Ko Lagti Thi,
Khwabon Ki Raani Si,
Mere Rahe Takti Thi,
Pagal Si Diwani Si,
Bachpan Ke Beete Din,
Lagte Hai Nadani Se,
Aaj Jab Wo Mile,
Lage Kitne Begane Se...
Koi Baat Purani Si,
Aankhon Se Jaari Hai,
Ashkon Ki Rawani Si,
Hans Ke Kisi Se Milna,
Lagta Hai Kahani Si,
Koi Mujh Ko Lagti Thi,
Khwabon Ki Raani Si,
Mere Rahe Takti Thi,
Pagal Si Diwani Si,
Bachpan Ke Beete Din,
Lagte Hai Nadani Se,
Aaj Jab Wo Mile,
Lage Kitne Begane Se...
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
kaise unhe batain ki pyar unse kitna karte hain hum
jinko kabhi payen hi nahi kyu unhe khone se darte hai hum
tammana thi jinpe mar mitne ki kabhi hume…..
aaj unke hi lie pal pal marte hain hum
jinko kabhi payen hi nahi kyu unhe khone se darte hai hum
tammana thi jinpe mar mitne ki kabhi hume…..
aaj unke hi lie pal pal marte hain hum
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Wo samne aye to Nazron ko Jhukaa loon ga
Dekhoon ga nahi phir bhi Tasweer bana loon ga
Aana ho to aa jao Ruswayee nahi hogi
Dekhega nahi koi Palkon mai chupa loon ga
Jo Hum per guzarni hai ek bar guzar jaye
Her Gham ki tarha Tujh ko Seene se laga loon ga
Weeran agar Dil ho Aankhon mai Andhera ho
Yaadon ke Diye apni Palkon mai saja loon ga
Manzoor agar hogi Ruswayi Teri Mujh ko
Mai beth ke Sahil se Toofaan utha loon ga
Naraz agar wo hain Mere Nasheman se
Mai apne Nasheman ke Tinkon ko hata loon ga
Kyun Mujh se Khafa ho ker wo Door gaye
Baanhon mai wo aa jayaen mai un ko Mana loon ga

Daldal thi zindagi so dhansta chala gaya
Main apni bebasi pe yun hi hansta chala gaya
Pehle dikha raha tha mujhe manzilon ke khawab
Phir mere saamnay se woh rasta badalta chala gaya
Main ro para tha jis ki judai ko soch kar
Woh shakhs mere haal pe hansta chala gaya
Main khud lipat gaya tha jise Dost jaan kar
Woh saanp ki tarhan mujhe dasta chala gaya

Dil me mehak rahe hain kisi aarzoo ke phool
Palkon pe khilne wale hain shayad lahoo ke phool
Ab tak hai koi baat mujhe hurf hurf yaad
ab tak mai chun raha hun kisi guftugu ke phool
Kaliyan chatak rahi thin ke awaz thi koi
ab tak sama_aton me hain ik khush gulu ke phool
Mere lahoo ka rang hai har noke khaar par
sehraa me har taraf hain meri justuju ke phool
Deewane kal jo log the phulon ke ishq me
ab unke damano me bhare hain rafoo ke phool

Woh kehti hai k kia ab bhi kisi k liye laal hari chooriyan khareedtay ho?
main kehta hon ab kisi ki kalai pe yeh rang acha nahi lagta.
Woh kehti hai k kia ab bhi kisi k anchal ko aakash likhtay ho?
main kehta hon ab kisi kay aanchal main itni wosaat kahan hai..
Woh kehti hai k kia mere baad kisi larki se muhabbat howi hai tumhai?
main kehta hon, muhabbat sirf larki per mushtamil nahi hoti.
Woh kehti hai k janan! lehjay main bohat udaasiyat si hai?
main kehta hon k titliyon ne bhi mairay dukh ko mehsoos kiya hai.
Woh kehti hai k kia ab bhi mujhay bewafa k naam say yaad kartay ho?
main kehta hon k mairay nisaab main yeh lafz shamil hi nahi.
Woh kehti hai k kabhi mairay zikar per ro bhi laitay ho gay?
main kehta hon k mairi ankhon ko har waqt ki phoowar achi lagti hai.
Woh kehti hai k tumhari baaton main itni gehrai q hai?
main kehta hon k teri judai k baad mujh ko yeh aizaaz mila hai

Khushbuu jaise log mile afsaane meN
ek puraana Khat kholaa anjaane meN
jaane kis kaa zikr hai is afsaane meN
dard maze letaa hai jo duhraane meN
shaam ke saaye baalishtoN se naape haiN
chaaNd ne kitnii der lagaa dii aane meN
raat guzarte shaayad thoRaa vaqt lage
zaraa sii dhuup uNdel mere paimaane meN
dil par dastak dene ye kaun aayaa hai
kis kii aahat suntaa huN viirane meN
ek puraana Khat kholaa anjaane meN
jaane kis kaa zikr hai is afsaane meN
dard maze letaa hai jo duhraane meN
shaam ke saaye baalishtoN se naape haiN
chaaNd ne kitnii der lagaa dii aane meN
raat guzarte shaayad thoRaa vaqt lage
zaraa sii dhuup uNdel mere paimaane meN
dil par dastak dene ye kaun aayaa hai
kis kii aahat suntaa huN viirane meN
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Ulji hoi zat ko pany ki zid na karo
Jo na ho apna usy apnany ki zid na karo
Is samundar me tufan bohat aty hain
Is k sahil pe ghar banany ki zid na karo
Jo na ho apna usy apnany ki zid na karo
Is samundar me tufan bohat aty hain
Is k sahil pe ghar banany ki zid na karo
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Write something...
"Az Sar-e-Nau" (A New Beginning)
Taaqat ki chahat hei kis ko : Himmat ! mutthi bhar, de Mola .
Unqa ka humsar kar is ko : ChiuNti ko sheh par de Mola .
Duniya se dukh dard mitade : Ya ! dil , patthar kar de Mola . ''Wajid Qureshi''

Bay'neshan manzilon k safar pr niklo gay to jano gay 'Faraz'
Hum jasay musafir kiyun ghar ka rasta bhool jatay hain!
Hum jasay musafir kiyun ghar ka rasta bhool jatay hain!
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Aise lagay "UDAS" "SAR-E-SHAM" zindagi
Jaise kisi ki "AANKH" ka ho "ILZAM" zindagi
Apne "JAAN" mein dekha tere "BAAD" kuch na tha
Humne "LAGA" di aaj tere "NAAM" zindagi
Jis k bina ye "SAANS" mujhe "DOOBTI" lagey
Ja kar "USAY" b "DHOOND" kisi sham zindagi
Ye "PYAR" dard na ban sakey jis k "NASHE" me
Pila de "MUJH" ko "AAJ" wohi "JAAM" zindagi
Ab "DOOSTON" k "HATH" mere "HATH" mein nahi
Girney laga hon "AAJ" mujhe "THAM" zindagi

Sham hone se pehle loat aana
Kisi k naam honey se pehle loat aana
Hum tere intezar me hain
Anjan honay se pehlay loat aana
Subah sham rehti ha teray deedar ki umeed
Din tamam honay se pehlay loat aana
Agar na loat pao to bas itna kar dena
Meri akhri saans khatam honay se pehlay loat aana

Badi z0ro sh0r se chal rha ha kar0baar M0habbat ka
Kahin chahten bikk rahin hain kahin log badal rahe hain...!!
Kahin chahten bikk rahin hain kahin log badal rahe hain...!!
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Tumhain jo besabab mujh se khafa honey ki aadat ha
ye aghaz-e-judai ha k andaz-e-mohabat hai
Wafa k rung main dekho jafa achi nahi hoti
Kisi say pyar me itni ana achi nahi hoti
Faqat kehne ki baten hain Nibahta kon hai kis ko
Chalo ab dekh lete hain mangta kon hai kis ko

Main Tumhe'n Phool0n Ki Wafa0n Mein Nazar Aa0n Ga
Jab Dhuund0 Ge Tou FizaOn Mein Nazar AaOn Ga
Yaad Aa0n Kabhi Tou Haath Utha Lena Tum
Main Tumhein Tumhari Hi DuaOn Mein Nazar AaOn Ga
Mujhy Dhoondna Mat NafratOn Ki Tapish Mein "FARAZ"
Main Safeer Hoon MohabbatOn Ka ChhaOn Mein Nazar AaOn Ga
Mujhe Dekhna Chaho Tou Kholna DIL K Dareeche Kabhi
Main Aankh Nahi DIL Ki NigahOn Mein Nazar AaOn Ga ... !!

Chahat"
Tujhe chahte hain be inteha per chahna nahi ata
Ye kaisi mohabat ha k hamain kehna nahi aata
Zindagi me aajao hamari zindagi ban kar
K tere bin hamain zinda rehna nahi aata
Har pal tujhe bas tujhe duaon mein mangte hain
Kia karen k tumharey siwa kuch mangna nai aata

Wo tum na thay ik "Khayal" tha
Meri soch ka he "Kamal" tha
Wo "Mohabatain"
Wo "Chahatain"
Meri "Uljhanon" ka he "Jaal" tha
Mere dil main thi jo "Ronaqain"
Wo tera he "Husn-O-Jamal tha
Jawab jiss ka mila nahi
Wo aisa he ik "Sawal" tha
Wo aaj mila to yun laga
yehi to ha wo jiss ka "Intezar" tha
Usay "Yaad" kaisay na karay koi
Usay "Bhoolna" to mohal tha
Ab uss ki kia main "Misal" don
Wo to apni "Misal" ap tha
Meri soch ka he "Kamal" tha
Wo "Mohabatain"
Wo "Chahatain"
Meri "Uljhanon" ka he "Jaal" tha
Mere dil main thi jo "Ronaqain"
Wo tera he "Husn-O-Jamal tha
Jawab jiss ka mila nahi
Wo aisa he ik "Sawal" tha
Wo aaj mila to yun laga
yehi to ha wo jiss ka "Intezar" tha
Usay "Yaad" kaisay na karay koi
Usay "Bhoolna" to mohal tha
Ab uss ki kia main "Misal" don
Wo to apni "Misal" ap tha
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
No comments:
Post a Comment